Aacharya Chanakya ne apne jivan me bahut si achhi baate kahi thi. Or Chnakya ki baate itni satya or sachot thi ki aaj bhi log unki niti or unke diye gaye suchno ka palan karte he. Kyadatar businessmen unki chanakyaniti ke aadhar par management karte he. Isse pehle bhi hmne apno chanakyaniti ka ek bhag bataya tha. Jisme hamne bataya tha ki baccho ko yah baate nahi karti chahiye.
To chaliye aaj ham aapko kuch aesi baate batate he jinhe karne aapko sharm mehsus nahi karni chahiye.
1. Paiso ki baat
Insan ko kisi ko udhar diye huye paiso ko vapas mangne me sharm ka anubhav nahi karna chahiye or bina sharm ke wo paise mang lene chahiye. Kyoki log paise lete waqt apni majburi batate he lekin paise vapas karte waqt bahane batate he. Or aesi condition me bina paise ke hamara kaam bhi atak jata he. Or isiliye paise ke sambhadit sabhi chij pehle se clear rakhni chahiye.
2. Knowledge and education
Hame kabhi bhi gyan or sikha ko prapt karne me sharm nahi karni chahiye. Knowlge hame jaha se bhi mile prapt kar lena chahiye. Chahe wo mitra se mile , dushman se mile , apno se mile ya parayo se hame use bina sharm ke prapt kar lena chahiye.
3. Khana khane me sharm na rakhe
Chanakya k mat k anusar kisi bhi insaan ko kabhi bhi khana khane me sharm nahi rakhni chahiye. Chanakya yaha tak batate he ki agar aapko bhukh lagi he to aapko kisi se bhi khana mangne me bhi sharm ka anubhav nahi karna chahiye. Jab ham kisi ke waha mehman bankar jate he to ham vaha khana dobara mangne me sharm ka anubhav karte he lekin hme wo sharm chod deni chahiyr kyo ki agar ham khane ki baat ko ignore karenge or sharm me rahenge to shayad hame aage jagar apne svasthya ko leker kuch bimario ka samna karna padta he.
4. Sidhi baat
Agar aap vepari he to apne customer se or employee se pehle se hi sari baate clear rakhe. Jaise ki aapko hamesa hi apni salary ki baat pehle se hi clear kar leni chahiye jis se aage jakar koi problem na ho. Or agar hum bussiness koi deal kar rahe he tab bhi hame unhe sari baate pehle se hi clear rakhni chahiye.
To yahi thi Aacharya Chanakya ki wo 4 baate. I hope ki aap sabko pasand aayi hongi or aap iska prayog apne jivan me karke apni kamiyabi ke or najdik pahuch jayenge.
Agar aapko ye baate achhi lagi he to apno doato se bhi share kare.
By - Hardik
http://www.hardiksinspritionalstory.com

0 comments:
Post a Comment